Tuesday, January 12, 2010

Chatur’s Balatkar speech from 3 Idiots | Chatur Speech in 3 Idiots


Adarniya sabhapati mahodaya …atithi vishesh shikshan mantri shri R D
tripati ji ..maanyaniya shikshagan aur mere piyaaare sahpatiyo …aaj
agar I.C.E aasmaan ki bulaaandiyo ko chhu raahaa hai ..to uska
shreya sirrf ek insaan ko jaata hai Shri Veeru sahastra buddhe
..give him a a big hand ..he is a great guy really you are
Peechle buttis saal se inhone nirantar is college mein balatkar pe
balatkar kiye ………umeed hai aagey bee karte rahege ..hami to
aashcharya hota hai ki ek insaan apne jeevan kaal mein itni balatkar
kaisi kar sakta hai …….…inhone kadi tapaasya se aapne aapko is
kaabil bunaya hai ..waqt ka sahi upyog ghante ka purna istemaal koi
inse seeke ..seeke inse seeke ….
aaj hum sab chaatra yaha hai ..kal desh videsh mein fail jayenge
..waadaa hai aapse jis desh mein honge waha balatkar karenge I.C.E ka
naam roshan karenge …dika [dikha] denge sabko jo balatkar Karne ki
shamtaa yaha ke chaatro mein hai wo sansaar ke kisi chaatro mein
nahiii ….No other chaatra No other chaatra
Adarniya mantraji namashkar aapne is sansthaan ko wo chees di jiski
hamein sakht zaroorat thi …Stan ..stan hota sabi ke paas hai ..sab
chupa ke rakte hai ..detaa koi nai …aapne apna stan is balatkari
purush ke haat mein diya hai…ab dekiye yeh kaisa iska upyog karta hai
Is swarn awsar par ek shlok yaad aa rahe hai……uthmam dadddad
padam..Madhyam padam thuchuk thuchuk….Ghanistham thudthudi
padam..sud sudi pran katak

No comments:

Post a Comment